Mohammad Faiz’s Kabhi Shaam Dhale Lyrics. The song was sung by Mohammad Faiz. The lyrics were written by Jaani. Music was provided by Hunny Bunny.
Kabhi Shaam Dhale Song Details:
- Song: Kabhi Shaam Dhale
- Singer: Mohammad Faiz
- Lyrics: Jaani
- Music: Hunny Bunny
Kabhi Shaam Dhale Lyrics – Mohammad Faiz
Ho ho ho
Kabhi shaam dhale toh
Mere dil mein aa jaana
Oh lage gham gale toh
Mere dil mein aa jaana
Mera ghar jalane wale sunn meri
Oh tera ghar jale toh
Mere dil mein aa jaana
Magar aana iss tarah se
Ke phir laut ke na jaana
Oh kabhi shaam dhale toh
Mere dil mein aa jaana
Oh lage gham gale toh
Mere dil mein aa jaana
Oh mera ghar jalane wale sunn meri
Oh tera ghar jale toh
Mere dil mein aa jaana
Magar aana iss tarah se
Ke phir laut ke na jaana
Ho ho ho
Jab tere apne bhi
Tujhe chhod ke jaayenge
Aur pani mein mila ke
Zehar pilayenge
Oh jab tere apne bhi
Tujhe chhod ke jaayenge
Aur pani mein mila ke
Tujhe zehar pilayenge
Wahi hath kaatenge tere
Jo hath milayenge
Jinhein jaan jaan kehte ho
Wahi jaan le jaayenge
Kaun apna hai tera kaun paraya
Oh yeh na pata chale toh
Mere dil me aa jaana
Magar aana iss tarah se
Ke phir laut ke na jaana
Kabhi shaam dhale toh
Mere dil mein aa jaana
Oh lage gham gale toh
Mere dil mein aa jaana
Oh mera ghar jalane wale sunn meri
Oh tera ghar jale toh
Mere dil mein aa jaana
Magar aana iss tarah se
Ke phir laut ke na jaana
Aa aa aa
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon