Paan Dukaniya Lyrics – Bholaa

Kanika Kapoor’s Paan Dukaniya Lyrics From the movie Bholaa. The song was sung by Kanika Kapoor & Swaroop Khan. The lyrics were written by Irshad Kamil. The Music Director is Ravi Basrur.

Paan Dukaniya Lyrics – Bholaa

Paan Dukaniya Song Details:

  • Song: Paan Dukaniya
  • Movie: Bholaa
  • Lead Vocal: Kanika Kapoor
  • Lead Support Vocal Male: Swaroop Khan
  • Lyrics: Irshad Kamil
  • Music Director: Ravi Basrur

Paan Dukaniya Lyrics – Bholaa


Tohri atariya pe hai daali nazariya
Dhak dhoon sa hove dhak dhoon
Haazir hai sewa bolo baanki gujariya
Dhak dhoon sa hove dhak dhoon

Kabhi humre bhitar honth laal
Tohri paan dukaniya
Yoon baaton mein na humko taal
Tohri paan dukaniya

Baanka sa beeda tu lagne de
Patta banaras ka chakhne de
Baanka sa beeda tu lagne de
Patta banaras ka chakhne de

Kabhi humre bhitar honth laal
Tohri paan dukaniya
Yoon baaton mein na humko taal
Tohri paan dukaniya

Choona zara sa tu kam rakhna
Launga ilaichi mein dam rakhna
Chuna zara sa tu kam rakhna
Launga ilaichi mein dam rakhna

Haan yeh prem ka hai paan re
Ismein nasha hai tere naam ka
Laali teri dekhun zara
Sadka tu lele meri jaan ka

Tohri toh baatein hain
Lachhedar supaari
Jhaank zara dil kehta
Sadke baari baari

Lagi lagi talab tohri
Tadap tadap umar ghuzri
Khabar piya le lo humari
Nagad sabhi nahi udhari

Kabhi humre bhitar honth laal
Tohri paan dukaniya
Yoon baaton mein na humko taal
Tohri paan dukaniya

Ho yeh hai pareshani duniya mein
Dil ki na maani duniya ne
Ho yeh hai pareshani duniya mein
Dil ki na maani duniya ne

Kabhi humre bhitar honth laal
Tohri paan dukaniya
Yoon baaton mein na humko taal
Tohri paan dukaniya

Ho dekhun main tere bhi rang piya
Main hoon malang malang piya
Dekhun main tere bhi rang piya
Tu hai malang malang piya

Tohri atariya pe hai daali nazariya
Dhak dhoon sa hove dhak dhoon
Haazir hai sewa bolo baanki gujariya
Dhak dhoon sa hove dhak dhoon


If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Previous
Next Post »

Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon