Arijit Singh & Nikhita Gandhi’s Kaala Jaadu Lyrics from the movie Freddy. The song was sung by Arijit Singh & Nikhita Gandhi. The lyrics were written by Irshad Kamil. Music by Pritam.
Kaala Jaadu Song Detials:
- Song: Kaala Jaadu
- Movie: Freddy
- Singers: Arijit Singh & Nikhita Gandhi
- Lyrics: Irshad Kamil
- Music: Pritam
Kaala Jaadu Lyrics – Freddy
Tu meri ho gayi hai
Ye khabar to nayi hai
Tujhko bahon ke ghere mein
Chupke se aaja bandhu
Hota ishq mein
Koi na koi to kaala jaadu
Na fikar hai na fitoori
Hai ishaq hi to zaroori
Ye to shaitano ko bhi
Kar deta hai poora sadhu
Hota ishq mein
Koi na koi to kaala jaadu
Dil tera sar tera
Gehra hai gehra hai
Tu hai samundar
Tu sehra hai sehra hai
Kaala jaadu..
Jeena bhi tujhko hai
Chalna bhi tujhme hai
Main tujhme chalta hoon
Tu mujhme thehra hai
Hota hai mitha zehar
Pagalpan ki hai koi lehar
Ye to dhata hai dil pe kehar
Veerana
Karde ye sara shahar
Isme koi aasani nahi
Ye to hai aag pani nahi
Jal jana
Sholon mein bhi maza hai
Jeene ki ye wajah hai
Iske badle mein chahun to
Apni main jaan bhi de doon
Hota ishq mein
Koi na koi to kaala jaadu
Dil tera sar tera
Gehra hai gehra hai
Tu hai samundar
Tu sehra hai sehra hai
Kaala jaadu..
Jeena bhi tujhko hai
Chalna bhi tujhme hai
Main tujhme chalta hoon
Tu mujhme thehra hai
Dil tera sar tera
Gehra hai gehra hai
Tu hai samundar
Tu sehra hai sehra hai
Kaala jaadu..
Jeena bhi tujhko hai
Chalna bhi tujhme hai
Main tujhme chalta hoon
Tu mujhme thehra hai
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon