Chup Chup Ke Lyrics – Mohd Danish

Mohd Danish’s Chup Chup Ke Lyrics from Woh Ek Mulaqaat The Album. The song was sung by Mohd Danish. Lyrics by Sameer Anjaan. Music by Shameer Tandon.

Chup Chup Ke Lyrics – Mohd Danish

Chup Chup Ke Song Details:

  • Song: Chup Chup Ke
  • Album: Woh Ek Mulaqaat The Album
  • Singer: Mohd Danish
  • Lyrics: Sameer Anjaan
  • Music: Shameer Tandon

Chup Chup Ke Lyrics – Mohd Danish


Mere dil ko..
Jab teri yaad aati hai..

Mere dil ko jab..
Teri yaad aati hai..
Tanhayi mein, tanhayi mein
Main to saare jamaane se

Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon

Ashqon mein shamil mera pyaar hai
Yeh meri chahat ka izhaar hai
Ashqon mein shamil mera pyaar hai
Yeh meri chahat ka izhaar hai

Tujhse dooriyan
Ab mujhko tadpati hai
Main kya karun, main kya karun
Ab to ashqon ki bundon se
Chadar bhigota hoon..

Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon

Kaise bhulaaun mohbbat ke din
Kaise rahun main bata tere bin
Kaise bhulaaun mohbbat ke din
Kaise rahun main bata tere bin

Teri wo hansi dil mera dhadkati hai
Bebas hoon main, bebas hoon main
Bas beete lamho ke sapne sanjota hoon

Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon
Chup chup ke rota hoon


If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Previous
Next Post »

Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon