Neeraj Shridhar ft Pragati Verma & Akash Thapa’s Suroor Sa Lyrics. The song was sung by Neeraj Shridhar. Starring Akash Thapa & Pragati Verma. Lyrics were written by Vikas Vishwakarma. Music by Mann Taneja.
Suroor Sa Song Details:
- Song: Suroor Sa
- Singer: Neeraj Shridhar
- Starring: Akash Thapa & Pragati Verma
- Lyrics: Vikas Vishwakarma
- Music Production: Mann Taneja
- Label: Voila! Digi
Suroor Sa Lyrics – Neeraj Shridhar
Aa kahin hum chalein
Thaan ke hath chaand ka
Ho chaand ka
Teri baaton mein din dhale
Tu sukoon hai jazbaat ka
Haan jazbaat ka
Tujhe dekh ke dil ko lage
Jeene ki tu hi wajah
haan wajah
Main tera yoon ho gaya
Jaise koyi dastoor sa
Nasha mujhpe chadhta raha
Jaise koyi suroor sa
Jaise koyi suroor sa
Jaise koyi suroor sa
Khwabon mein teer ab
Rehna hai mujhe
Rehna hai mujhe
Sardi ki dhoop sa
Girna hai mujhe
Girna hai mujhe
Chaha tujhe aur tere hi ho gaye
Lafzon mein yaara hum to
Haan kho gaye
Haan kho gaye
Hum kho gaye
Paake tujhe jeene lage
Hum is kadar thoda sa
haan zara
Main tera yoon ho gaya
Jaise koyi dastoor sa
Nasha mujhpe chadhta raha
Jaise koyi koyi suroor sa
Jaise koyi suroor sa
Jaise.. koyi.. suroor.. sa..
Suroor sa suroor sa
Koyi suroor sa
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon