Mithoon and Arijit Singh’s Aashiqui Aa Gayi Lyrics from the Movie Radhe Shyam. The song artists are Mithoon and Arijit Singh. Lyrics were written by Mithoon. The Music Label is T-Series.
Aashiqui Aa Gayi Song Details:
- Song: Aashiqui Aa Gayi
- Movie: Radhe Shyam
- Artist: Mithoon and Arijit Singh
- Lyrics: Mithoon
- Music Label: T-Series
Aashiqui Aa Gayi Lyrics – Radhe Shyam
Ghar se thhe chale
Toh yeh baat ho gayi
Ghar se thhe chale
Toh yeh baat ho gayi
Na jaane kyun unse
Mulakaat ho gayi
Nazrein aise woh takra gayi
Ke humein aashiqui aa gayi, aa gayi
Ke humein aashiqui aa gayi
Badi deewani si raat thi
Huyi ghani barsaat thi
Hawaon se uljhi woh zulfein
Unhone thaam jo li
To zulfein aise woh bikhra gayi
Ke humein aashiqui aa gayi, aa gayi
Ke humein aashiqui aa gayi
Yaar ki dilkashi bha gayi
Bha gayi
Ke humein aashiqui aa gayi
Ishq hai sufi mera ishq mukammal
Maange sanam ko hi aakhein yeh har pal
Yaar mila hai kya karaar mila hai
Tera pyaar mila to mushkil huyi hal
Ke humein aashiqui aa gayi
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon