Stebin Ben & Shreya Ghoshal’s Pyaar Karte Ho Na Lyrics. The song was sung by Stebin Ben & Shreya Ghoshal. Lyrics were written by Danish Sabri. Music was provided by Javed-Mohsin.
Pyaar Karte Ho Na Song Details:
- Song: Pyaar Karte Ho Na
- Singer: Stebin Ben & Shreya Ghoshal
- Lyrics: Danish Sabri
- Music: Javed-Mohsin
Pyaar Karte Ho Na Lyrics – Stebin Ben & Shreya Ghoshal
Nazar na..
Lag jaye tere mere iss pyaar ko
Mannato ka tu dhaaga koi bandh le
Sabar na..
Iss dil ko ek pal bhi na karaar hai
Bin tere na jiyengey
Yeh jaan le
Jitna marte hai tumpe
Kya tum bhi utna marte ho na
Chalo ab sach batado pyaar
Humse karte ho na
Juda hone ke
Khayalo se tum bhi darte ho na
Chalo ab sach batado pyaar
Humse karte ho na
Juda hone ke khayalo se
Tum bhi darte ho na
Tujhse se jude hai mere dil ke
Saare raste
Tujhko banaya rab ne bas mere waaste
Aankho se dil mein tere
Utar jaungi main
Tujhko deewana apna kar jaungi main
Mere baare tum bhi
Kya khudh se baatien karti ho na
Chalo ab sach batado pyaar
Humse karte ho na
Juda hone ke khayalo se
Tum bhi darte ho na
Chalo ab sach batado pyaar
Humse karte ho na
Juda hone ke khayalo se
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon