Vishal Dadlani & Asees Kaur’s Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics from the movie Bhoot Police. The song was sung by Vishal Dadlani & Asees Kaur. Lyrics were written by Kumaar. Music was directed by Sachin-Jigar.
Raat Gayi So Baat Gayi Song Details:
- Song: Raat Gayi So Baat Gayi
- Movie: Bhoot Police
- Singer: Vishal Dadlani & Asees Kaur
- Lyrics: Kumaar
- Music: Sachin-Jigar
Raat Gayi So Baat Gayi Lyrics – Vishal Dadlani & Asees Kaur | Bhoot Police
Aaja karein wo galti Jo hai sahi
Kya karen dil pe chalti Hai nahi
Aaja tu kar na deri
Aaj raat hoja meri
Subah fir bolenge yahi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai koi baat nayi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai shuruaat nayi
Ho aakhein batati hai
Ye saala dil tera
Vadon ka jhutha hai janab
Aana nahi mujhe
Teri in baaton mein
Teri to niyat kharab
Aakhein batati hai
Ye sala dil tera
Vadon ka jhootha hai janab
Aana nahi mujhe
Teri in baaton mein
Teri to niyat kharab
Main to hoon sidha banda
Samjhe kyun mujhko ganda
Mujhsa milega nahi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai koi baat nayi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai shuruaat nayi
Itni sharafat ka tune kya karna hai
Kuch der hoja beimaan aa aa an
Ye jo jawani hai kal ko to jani hai
Kuch aaj karle meri jaan
Ho itni sharafat ka tune kya karna hai
Kuch der hoja beimaan
Ye jo jawani hai kal ko to jani hai
Kuch aaj karle meri jaan
Dil mein jagah banale
Fir main tere hawale
Bin puche leja tu kahin
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai koi baat nayi
Raat gayi so baat gayi
Aa karte hai shuruaat nayi
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon