Rohanpreet Singh’s Peene Lage Ho Lyrics. The song was sung by Rohanpreet Singh. Lyrics were written by Kirat Gill. Music was provided by Rajat Nagpal.
Peene Lage Ho Song Details:
- Song: Peene Lage Ho
- Singer: Rohanpreet Singh
- Lyrics: Kirat Gill
- Music: Rajat Nagpal
Peene Lage Ho Lyrics – Rohanpreet Singh
Maine tujhe mujhe humesha se ik hi tha kaha
Tune mujhe chhoda sirf keh kar main tera nahi
Kabhi joda kabhi toda tere hi hisaabon se
Maine aankhon se ta-umar tujko tha giraya nahi
Nafrat thi mere peene se
Maine suna mehfil mein unki
Ab peene lage ho, ab peene lage ho
Ab peene lage ho
Kaise ho aaj kal mujhe chhodh kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho haan jeene lage ho
Kaise ho aaj kal mujhe chhodh kar
Maine suna peene lage ho
Haan peene lage ho haan peene lage ho
Saagar mein rehte ho kashti ko kya dekhoge
Pairon ke neeche rehti jo hasti ko kya dekhoge
Main tumko tum mujhko ab or nahi kyun dekh rahe,
Chheetein jo badnam karein woh aur nahi kyun phenk rahe
Mera dil ruk chuka jo kaise sunoge
Tum unke seene lage ho
Haan seene lage ho haan seene lage ho
Kaise ho aaj kal mujhe chhodh kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho haan jeene lage ho
Dekho logo dekho humari kya haisiyat thi
Do aansu de na sake unke haaye yaar ki maiyyat thi
Do aansu de na sake unke haaye yaar ki maiyyat thi
Meri baahon se unki baahon tak safar tha kaisa
Aankhon se bolte ho jo un jhoothon ka asar tha kaisa
Raaton mein kisko tum ab aksar milne jaate ho
Kamre mein band kar ke ab konsi karte baatein ho
Chalo dedi furstein kirat ne
Kyun uski saanson ke din gin'ne lage ho
Ho gin'ne lage ho haan gin'ne lage ho
Kaise ho aaj kal mujhe chhodh kar
Maine suna jeene lage ho
Haan jeene lage ho haan jeene lage ho
Kaise ho aaj kal mujhe chhodh kar
Maine suna peene lage ho
Haan peene lage ho
Haan peene lage ho
“Tumko humse pyaar nahi
Dil ke ye bhram nikle
Bas ek khwahish poori hui
Teri baahon mein dum nikle
Kyun majbooriyan chhupayi tumne
Kyun honthon ko seene lage
Humne to tere gum mein pee
Tum kis khushi mein peene lage
Tum kis khushi mein peene lage”
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon