Sawai Bhatt’s O Sajnaa Lyrics From the album Himesh Ke Dil Se The Album. The song was sung by Sawai Bhatt. Lyrics were written by Himesh Reshammiya. Music was also provided by Himesh Reshammiya.
O Sajnaa Song Details:
- Song: O Sajnaa
- Album: Himesh Ke Dil Se The Album
- Singer: Sawai Bhatt
- Lyrics: Himesh Reshammiya
- Music: Himesh Reshammiya
O Sajnaa Lyrics – Sawai Bhatt | Himesh Reshammiya
Tumhare siwa kabhi aur
Koyi nazar na aaya
Dil mein jhaank kar
Jab vi dekha tumhein paya
Inn saanson ki chilman mein
Baste ho mere mann mein
Inn saanson ki chilman mein
Baste ho mere mann mein
Tum ho dil mein dhadkan mein
O sajnaa
Tum ho dil mein dhadkan mein
Tum ho dil mein dhadkan mein
Ho sajna
Tum ho dil mein dhadkan mein
Meri wafa ke bandhan mein
Baste ho mere man mein
Tum ho dil mein dhadkan mein
O sajnaa
Tum ho dil mein dhadkan mein
Tum ho dil mein dhadkan mein
O sajnaa
Tum ho dil mein dhadkan mein
Mera na mera na mera na
Mera na mera na mera na raha mein
Tera hi tera hi tera hi
Tera hi tera hi tera hi hua main
Mera na mera na mera na
Mera na mera na mera na raha mein
Tera hi tera hi tera hi
Tera hi tera hi tera hi hua main
Inn saanson ki chilman mein
Baste ho mere mann mein
Tum ho dil mein dhadkan mein
O sajnaa
Tum ho dil mein dhadkan mein
Tum ho dil mein dhadkan mein
O sajnaa
Tum ho dil mein dhadkan mein
Rab yeh jaane tera chehra
Dekhun to hi chain aaye
Dil ne maan liya bin tere
Ab to jiya na jaaye
Jo tu na ho mere ishq ka
Mausam patjhad rehta hai
Tujhse baharein aati hain
Chain mujhko tujhi se milta hai
Meri zid mein tadpan mein
Baste ho mere mann mein
Tum ho dil mein dhadkan mein
Ho sajna
Tum ho dil mein dhadkan mein
Tum ho dil mein dhadkan mein
O sajnaa
Tum ho dil mein dhadkan mein
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon