Jubin Nautiyal’s Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics. The song was sung by Jubin Nautiyal. Lyrics were written by Manoj Muntashir. Music was provided by Meet Bros.
Dil Galti Kar Baitha Hai Song Details:
- Song: Dil Galti Kar Baitha Hai
- Singer: Jubin Nautiyal
- Lyrics: Manoj Muntashir
- Music: Meet Bros
Dil Galti Kar Baitha Hai Lyrics – Jubin Nautiyal
Ye humne soch rakha tha
Mohabbat na karenge hum
Kisi ko dil nahi denge
Kisi pe na marenge hum
Ye humne soch rakha tha
Mohabbat na karenge hum
Kisi ko dil nahi denge
Kisi pe na marenge hum
Tumhari mast aankhon ne
Ye kaisa haal kar dala
Ke ye dil cheej kya hai
Mang lo to jaan denge hum
Palat ke ishq ki galiyon se
Jana hai bada mushkil
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha
Ab bol hamara kya hoga
Bol humara hamara
Bol humara hamara
Bol humara oh yaara
Bol humara kya hoga
Khamoshiyan sunte
Kab tak rahenge hum
Moka hai hthon se
Ajj kuch to kaho
Badi mukhtsar si hai
Ye zindagi yaara
Zara paas aa jao sochte na raho
Tum apna lo ya thukra do
Tumhe hakk faisle ka hai
Hume kya puchte ho tum
Humare haath mein kya hai
Ke hum to kar chuke jaana
Tumhe har sans mein shamil
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha
Ab bol hamara kya hoga
Bol humara hamara
Bol humara hamara
Bol humara oh yaara
Bol humara kya hoga
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Ke pehle pehle ho gayi
Humse deedar ki galti
Dobara kar gaye hum
Beirada pyaar ki galti
Hume zid thi tumhare ishq mein
Hum katl ho jaye
To tum pe mar mitta ye dil
Akhiri bar ki galti
Kahan aashiq koi hum sa
Kahan tum sa koi katil
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha
Ab bol hamara kya hoga
Bol humara aaha
Humara bol hamara aaha
Humara bol hamara aaha
Oh yaara bol hamara kya hoga
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha hai
Galti kar baitha hai dil
Dil galti kar baitha
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon