Meet Bros Feat. Akhil Sachdeva’s Yaaro Rab Se Dua Karo Lyrics. The song was sung by Meet Bros Feat. Akhil Sachdeva. Lyrics were written by Rashmi Virag. Music was provided by Meet Bros. The Music Label is T-Series.
Yaaro Rab Se Dua Karo Song Details:
- Song: Yaaro Rab Se Dua Karo
- Singer: Meet Bros Feat. Akhil Sachdeva
- Lyrics: Rashmi Virag
- Music: Meet Bros
- Music Label: T-Series
Yaaro Rab Se Dua Karo Lyrics - Meet Bros Feat. Akhil Sachdeva
Dil batana dillagi kar ke
Bhala hai kya mila
Char din ka ishq tha aur
Umra bhar ka gham mila
Aa hi jaata hai zubaan par
Naam uska kya karun
Khatm hota hi nahi hai
Dard ka yeh silsila
Gham khushi sab ek lagte
Kaise fark bataun bataun bataun
Yaaron rab se dua karo
Main usko bhool jaaun
Kab tak yaad karun main usko
Kab tak ashq bahaun
Yaaron rab se dua karo
Main usko bhool jaaun
Yaadon ke sailaab se kaise
Apni jaan bachaun
Yaaron rab se dua karo
Main usko bhool jaaun
Ho yaaron rab se dua karo
Main usko bhool jaaun
Zindagi le karke aayi
Jaane kaise mod par
Ek tinke ka sahara
Bhi nahi aata nazar
Ho zindagi le karke aayi
Jaane kaise mod par
Ek tinke ka sahara
Bhi nahi aata nazar
Ishq mein barbaad hona
Khushnaseebi hai magar
Kya mila itna bata de
Mere dil ko tod kar
Chahun bhi to apni koyi
Ghalti dhoondh na paaun
Yaaron rab se dua karo
Main usko bhool jaaun
Kab tak yaad karun main usko
Kab tak ashq bahaun
Yaaron rab se dua karo
Main usko bhool jaaun
Ho teri yaad zehan se
Jaaye na jaaye na
Kuchh raah samajh mein
Aaye na aaye na
Ek lamhe mein sau baar marun main
Saans par yeh chalti rehti
Yeh ishq kiya kyun soch raha hoon
Bas khud ko har pal kos raha hoon
Bas roz roz ki uljhan se main
Chhutkara kaise paaun
Ho ishq aankhon se bahe hai
Kaise ise chhipaun chhipaun chhipaun
Yaaron milke dua karo
Main usko bhool jaaun
Kab tak yaad karun main usko
Kab tak ashq bahaun
Yaaron rab se dua karo
Main usko bhool jaaun
Ho yaaron rab se dua karo
Main usko bhool jaaun
If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon