Main Kisi Aur Ka Lyrics - Darshan Raval | Judaiyaan

Darshan Raval’s Main Kisi Aur Ka Lyrics from the Album Judaiyaan. The song was sung by Darshan Raval. Lyrics were provided by Gurpreet Saini and Gautam G. Sharma. Music was produced by Ishan Das.

Main Kisi Aur Ka Lyrics - Darshan Raval | Judaiyaan

Main Kisi Aur Ka Song Details:

  • Song: Main Kisi Aur Ka
  • Album: Judaiyaan
  • Singer: Darshan Raval
  • Composer: Siddharth Amit Bhavsar
  • Lyrics: Gurpreet Saini & Gautam G. Sharma 
  • Music Arranged & Produced by: Ishan Das

Main Kisi Aur Ka Lyrics - Darshan Raval | Judaiyaan


Kitne mausam guzar gaye
Yeh dard kyun guzarta hi nahi
Kya wafa karoon main kisi aur se
Tu dil se utarta hi nahi

Kyon uski ankhon mein mujhe
Tu aaj bhi dhoondti hai
Logon se mera baaton baaton mein
Kya haal tu poochhti hai

Main kisi aur ka tu kisi aur ki
Kaise hain jee rahe
Jhooti yeh zindagi

Main kisi aur ka tu kisi aur ki
Kaise hain jee rahe
Jhooti yeh zindagi

Tanhaiyan hoti hain kya
Poochho bin taaron ke akele mehtaab se
Yaad tujhe kitna kiya
Puchho aakhon se behte yeh sailaab se

Jo bhar de zakham pyar ka
Marham koyi bana nahi
Jo humse dil tha keh raha
Woh kyun humne suna nahi

Main kisi aur ka tu kisi aur ki
Kaise hain jee rahe
Jhooti yeh zindagi

Main kisi aur ka tu kisi aur ki
Kaise hain jee rahe
Jhooti yeh zindagi

Main kisi aur ka tu kisi aur ki


If there is a correction in the lyrics let me know in the comments. Thank you!
Previous
Next Post »

Please Do Not Spam on The Comment Box EmoticonEmoticon